Lae Dooba Song Lyrics- Sunidhi Chauhan - By Most Popular Indian Vocal Sunidhi Chauhan, Music Composed by Rochak Kohli and It’s Lyrics Are Written by Manoj Muntashir. Which was represented in New Top Trending Movie Aiyaary. 

Lae Dooba Song Information: 

Singer - Sunidhi Chauhan
Composer - Rochak Kohli
Lyrics - Manoj Muntashir
​Choreographer - Feroz Khan​

Lae Dooba Song Lyrics

Mainu ishq tera lae dooba
Haan ishq tera lae dooba (x2)

Aisa kyun hota hai
Tere jaane ke baad
Lagta hai haathon mein
Reh gaye tere haath

Tu shaamil hai mere
Hansne mein, rone mein
Hai kya koyi kami
Mere paagal hone mein

Mainu ishq tera le dooba
Haan ishq tera le dooba (x2)

Har dafa wahi
Jaadu hota hai tu jo mile
Ho… sab sanwar jaata hai
Yaara andar mere…

Ik lamhe mein kitni
Yaadein ban jaati hain
Main itna hansti hoon
Aankhen bhar aati hai

Mainu ishq tera le dooba
Haan ishq tera le dooba (x2)

Fursatein kahaan
Aankhon ko hai meri aaj kal
Ho… dekhne mein tujhe
Saara din jaaye nikal

Aur phir aahista se
Jab chhu ke tu nikle
Teri aanch mein dil mera
Dheeme dheeme pighle

Mainu ishq tera lae dooba
Haan ishq tera lae dooba (x2)

Searching Keywords:

Lae Dooba MP3 Song mp3 song free download
Lae Dooba MP3 Song mp3 song download
Lae Dooba MP3 Song song download
Lae Dooba MP3 Song song free download
Lae Dooba MP3 Song mp3 song
Lae Dooba MP3 Song song